Description
OnePlus 13R 12/256GB – Exchange Offer
Mobile 100% OK hai, koi fault nahi
Condition 10/9 hai
Box aur charger available hain
Sirf back change hui hai, baqi mobile bilkul OK hai
Performance aur working mein koi issue nahi
Exchange Offer:
Kisi achhe flagship mobile ke sath exchange karna hai. Zaroorat parne par main cash bhi add kar dunga.
Full Satisfaction Guarantee:
Mobile check karke lein. Agar meri batayi hui condition ke mutabiq koi fault nikle, to mobile wapas kar sakte hain.
Serious buyers rabta karein. Fazool time pass na karein.