Description
office boy ki job hain jis may dishes saf krni hain 15 employees hain bss or boss kaa room saf krna Dusting kaa kaam krna boss Kay washroom saf krna hain graj saf krna hain timming 9 say 6
hain lunch company kaa ho gaaa Jo ye Kam kr skta h bs wahi contact kray khursheed alam road 13 B1 cantt may office hain vital techvision plants ko Pani dyna hain permanent person chahiye Jo Kafi time tk Sath chlyyy
Lahore say ho
lunch company day gi
9 say 6 timming
permanent person chahiye
(Chat with seller)
whatsap pr msg kro
rehaish nai hain
2 sal kaa experience ho
0,3,2,9,7,9,4,0,2,5,7