Description
assalamu alaikum main apna Raksha sel karna chahta hun jiski condition bilkul saaf suthri hai aur yah 15 model hai iska sara kam hua hai jo lega sirf chlay ga Kam ni krwana pary gai chalayega ismein alay rim new tyre aur apni stapnyi Nahin hai iske andar engine ka sara kam hua bhai se ka sara kam hua hai es k kagzaat mukammal hai uski biometric Hogi agr bandy Sy contact ho gaya tu warna biometric ni ha
sub Kuch fit ha hisay ka Kam b hua h oil b change krwaya h betry b new h
aur ismein Majid kami peshi ho jayegi mauke per