Description
Original Sani Grey Carrom dabu Board For Sale - Indoor Family Game
Normal Size - Lakri ka structure bana hua, mazboot aur heavy quality
Condition: 10/10 - Bilkul saaf, koi toot phoot nahi
Iske sath milega:
- 1 Carrom Board
- 1 Striker
- Yallow & Green Gotiyan with dubo coins
- 1 kg Carrom Powder
Kids aur bado sab ke liye best time pass game hai.
Ghar me family ke sath khelne ke liye perfect hai.
Location: Hyderabad - Afandi town Nagori doodh wala
Contact: OLX Chat par rabta karen
Price me thori kami ho jayegi.
*Zaroori Note:*