Description
Assalam-o-Alaikum!
Hum Husband Wife hain, aur humein Rawalpindi, Islamabad ya Lahore mein Ghar ke Kaam ke liye Job chahiye.
*Hum Dono Ye Kaam Kar Sakte Hain:*
*Wife Ke Kaam:*
- Khana Pakana (Desi Khana)
- Ghar Ki Safai Suthrai
- Kapre Dhona / Press Karna
- Bartan Dhona
*Husband Ke Kaam:*
- Ghar Ka Sara Bahir Wala Kaam
- Market / Grocery / Sabzi Lana
- Bachon Ko School Se Lana Le Jana
- Driveri (Agar Zaroorat Ho)
- Ghar Ki Choti Moti Maintenance
*Humari Khasiyat:*
- 100% Emandar aur Mehnati
- Saaf Suthre
- Family Wala Mahol Chahiye
*Location:* Rawalpindi, Islamabad, Lahore
*Timing:* Full Time / Live-in
Barae Meherbani Sirf Serious Log Rabta Karen. *OLX Chat Par Message Karen*, Hum Foran Jawab Denge.
Shukriya!