Description
MacBook Air for Sale
Condition: 10/8 (Neat and clean condition, properly functioning)
Model: MacBook Air
Color: Silver
Description:
MacBook Air achi condition mein available hai. Body aur screen bilkul saaf hain (pictures attached hain dekh sakte hain). Students aur office work ke liye aik behtareen aur reliable laptop hai. Battery timing aur performance bohot achi hai.
Serious buyers rabta karein.
Price thori bohot negotiate ho sakti hai on spot.