Description
Assalam-o-Alaikum, Mera naam Muhammad Rafeeq hai, me Layyah ka rehne wala hon.
Mujhe Driver ki job chahiye. Meri taleem Matric hai or mere paas Original LTV License hai.
Me Car, Jeep, Pickup, Shahzor, Ravi waghera chala sakta hon. pory Punjab mn main kaam kar sakta hon.
Me mehnati, waqt ka paband or eman dar hon. Kisi ko personal driver, school van, ya dukan / office ke liye driver chahiye to rabta kare.
Shukriya