Description
LPG stove 2 cholhain hain 2ono chalo halat main hain per safaye honay wali hain or setting honay wali hain dono par 1000 1000 lagay ga bilkul set hojain gay ye wazni walay cholhain hain or market main ahbi aik ki price 9500 or dono ki price 19000 hai