Description
iski power supply Ka shyd masla hua Hy iski wire change karwani paregi ,
Repair Hoga
jis ne bhe Lena Hy add Dehan se parh Len .
new speaker 16hazar Ka Hy.
iski final price 2500 Hy.
jisko bhe chahye bykea se mangwa len,
location Karachi gizri
sound bohat Acha Hy PC k lie.