Description
ghar ke pally khasi bakre desi khuraak pe pally he. dono healthy and active he. height 32 he weight 35 he. 2026 ki qurbani ke liye behtreen cheeze he. ablak donda he or white wala pakka kheera he. dealer se mazrat he sirf qurbani wale rabta kare. 165000 dono ki price he kami peshi hojae gi WhatsApp 0321/403/4700