Description
genuine mobile tha aj pehli bar open karwaya battery change karwani thi timing bilkul nai de raha tha laken jab battery change karwa k ghar aia hun to front camera nai chal raha battery timing to theek ho gyi hai back camera ok hai baki 16gb hai or WhatsApp youtube sab chalta hai jis ko samjh aye wohi msg kare baki price munasib hai