Description
Bhai phone main kisi kisam ka koi masla nhi
water pack hai aur geniun Apple store se camera change hai 100% okay aur water pack hai phone aur oman se aya tha market wala phone nhi hai
phone main koi b masla issue nhi hai scratch less lush condition main saf suthra phone hai