Description
iPhone 12 64Gb mdm all original hai, kuch bhi change nahi hai, all perfect working, zero issue hai. Sim baaz auqaat chal jaati hai baaz auqaat band ho jaati hai, sim par non-PTA hai)(
35k fixed price hai, kam nahi hogi. Jisko samajh nahi aati message na karein