Description
Assalamualaikum Sir And Ma'am Moji Job Ke shadid Zrort hain Chahi oh Dukan main Hun ya Ghar main Ya Jo Be Job Hun main kar Sakta Hun kese ko Ghar ke liye Banda chahi Hun main kar Sakta Hun kese ko dukan yaa kese or chezz ke liye Banda chahi Hun main kar Sakta Hun Alhamdulillah full trusted Banda Hun bad paiso ke zrort hain koi supprt Wala nhi es Liye job dund Raha Hun shukaryaa