Description
HP LaserJet P2035 Printer For Sale
HP LaserJet P2035 printer sale ke liye available hai. Printer ki body bilkul achi condition mein hai aur zyada use nahi hua. Bachon ke school projects ke printouts nikalne ke liye purchase kiya tha.
Kaafi arsay se use nahi hua, jis ki wajah se ab card mein problem aa gayi hai aur laptop se connect nahi ho raha. Repair ka andazan kharcha sirf Rs. 1,500 hai.
- Model: HP LaserJet P2035
- Body Condition: Bohat achi
- Usage: Bohat kam use hua hai
- Masla: Card mein problem hai
- Repair Cost: Taqreeban Rs. 1,500
Jo bhai reasonable price mein printer lena chahtay hain aur repair karwa sakte hain, woh rabta karein.