Description
bilkul new ha istamal be ni huwa apna bacha ka lia tha usa balance karna ni aya phir us na chalana chor dia or para para battery dead ho gaii is lia sale kar raha han koi chalata ni ha . . . agar koi lana chaha to battery ki price kam kar duga purani battery ma be kush sell kharab ha or replace ho sakta han ni to battery ki price ma kam kar duga No tension