Description
tablet bht acha hai processor bht acha achi speed hai gaming k Liye BHI best hai, battery timing BHI bht achi hai. me ne abhi liya tha 70k ka bus iss me eik chota sa default hai wesy Sahi hai lekin kabhi kabhar zyada chalate wat shade side se Halka show hota hai, wesy normal nhi hota Mai ne jub liya tabhi mujhe show nhi ho huwa tha ghr AA k chalaya to show huwa seller ne nhi mana , ab me bech raha hn Sach bata k