Description
2011 model ha 2021 mein dubara tayar krwai thi sari bilkul zang ni laga huwa condition new jaisi hai total genuine ha sapurdari mein li thi proper court k through sb kuch clear ha trusted banda kharid k chala shkta ha koi msla banega to mein responsible hu 125 lena ha to sale kr rha hu bs!