Description
Mujhe kisi bhi tarah ki job chahiye — Indoor salesman, shop par, mall mein ya Ghar ke kaam ke liye. security guard
Main imandaar, mehnati aur time ka paband banda hoon.
Kaam chhota ya bara koi masla nahi, mujhe bas kaam chahiye.
Salary 30,000 tak chahiye.
Rawalpindi / Islamabad dono jagah kaam kar sakta hoon.
(Chat with seller) Whatsapp