Description
Gray Nicolls Supra Limited Edition - Original English Willow *
Original English Willow
Weight 1120g
Grains itne saaf aur seedhe hain ke pic me hi pata chal raha hai, bat ka ping aur balance dono kamal ka hai.
Handle 5 piece bilkul solid aur mazboot hai.
Sirf neeche se sheet change karne ki waja se face pe thora sa nishan aa gaya hai, warna bat andar se bilkul fresh aur full power me hai. Koi toota-phoota kaam nahi hai, jo hai wo pics me saaf dikhaya hua hai.
Location: lahore +SA gardan + muredke
Price 12k only
0+3+2+7+5+0+0+8+8+6+3
Whatsapp