Description
Haire ki Fully Automatic Machine for sale hay, Purchase taqreeban 2 saal pahlay ki thi, lakin Use nahi ki thi BOX pack thi, Ussay ab 5 7 month pahlay use krna start kiya hay aur vo bhi month main 1 baar use hoti hay, is ka issue ya hay kah is ko Bilkul Seedhay Surface pr rakh kr use krtay hain, but ham nay is kay neechay Foam rakh kr use krtay thay jis say Machine ka Balance Out tha aur is ka Drum Side pr lagta tha, lakin hamain is cheez ka idea nahi tha, aur is kay 4 shaak hain jo kharaab ho chukay hain, bss shaak new dal dalnay hain, Machine chalti bhi theak hay bss spin pr aa kr Ziada load ho to spin nhi krti kamm load ho to spin krti hay, reason just Shaaks hain, baaqi Machine ki Condition aap Pics main bhi dekh sktay hain, same like brand new hay, is ki cheechay say machine bhi dekh skray hain bilkul new hay.