Description
Google Pixel 8 Pro (Bay Blue, 128 GB) sale ke liye available hai. Phone bilkul perfect working condition me hai, lekin iska samne wala panel niche left corner se phoota (crack) hua hai aur wahan black spot hai. Panel tota hone ke bawajood touch aur baki pura display sahi kaam kar raha hai. Back glass aur camera strip saaf hain, jabke niche ke kony (corner) par thora rough touch/crack hai jaisa pictures me nazar aa raha hai. Panel ke is defect ki wajah se price kafi munasib rakhi gayi hai, zarooratmand aur serious buyers rabta karein.