Description
google pixel 8 pro
office pta approve
condition 10/10
price 120k
Phone bohat hi achi aur saaf halat mein hai. Camera, display aur battery backup lajawab hain. Jo log photography aur clean stock Android ka shouq rakhte hain un ke liye best option hai. Serious buyers rabta karein (Foolish offers se guraiz karein)