Description
1. Upar right side par ek chota black dot hai.
2. Neeche left side ke corner mein ek chota black dot hai.
3. Screen par ek lambi pink line hai.
4. Neeche wali side par ek halki si green line hai.
• Touch Issue: Screen ke bilkul neeche wale hissay se touch kaam nahi kar raha, baaki poori screen ka touch bilkul smooth chal raha hai.
Defects ke hisaab se price pehle hi bohat munasib rakhi hai. Jo log isi tarah chalana chahte hain ya panel change karwana chahte hain, sirf wohi rabta karein
baki sab ok. hai.