Description
Google pixel 6a 8/128gb condition 10/9 hai phone use main bht acha hai main khud 6 months se sim chala Raha tha update ki wajha se sim band hui hai Jo bhai lena Chahta hai wo khud online pta karwalien panel change hai acha laga hai figner ki calibration hona wali hai baqi working perfect hai har lihaz se phone okay hai Paison ki need hai jis wajha se sell kar raha hon warna kabhi nae karta
jis bhai naa lena ho WhatsApp pr rabta karien 0/3/1/2/1/8/2/2/3/5/1