Description
. G’Five 4G Smart Mobile for Sale
Mobile kam az kam 1 saal used hai aur overall achi condition mein hai.
WhatsApp, Facebook, TikTok aur YouTube chalte hain.
Wi-Fi, Hotspot aur SIM working hain.
Mobile ke baqi tamam functions theek hain.
Mobile ka dabba aur baqi saman bhi available hai.
Sirf speaker ki taar utri hui hai, jo taqreeban Rs. 300 mein theek ho jayegi.
whatsapp number (View phone number)
Sirf serious buyers contact karein.
Time pass karne wale door rahen.