Description
Yeh fridge kaafi time se use nahi hua, is liye humein nahi pata ke is mein koi masla hai ya nahi. Fridge used hai aur iski current condition aap ke saamne hai. Is par abhi bhi plastic wrapping lagi hui hai. Andar se condition thori raff hai. Jo bhi lena chahe, woh khud aa kar fridge check kar sakta hai.
Location: MEHMOODABAD no. 2, tp2 Karachi.
whatsapp per call kare
(View phone number)