Bilkul new ha daba be ni khola apna use kay liya lee thi but ab urgent need ha cash kee to sale kr rhay! Jis bhai ko leni ha wahi rabta kray fazool offers nah krayn boht boht mehrbani hogi! 85k say neechay wala bhai rbta nah krain or fazool mashwray ya zyada samjhdar log msg krna or time waste krna say guraiz krain! JazakAllah