Description
Samsung Galaxy Tab 4 10.1 Inch - Full Working
Model: SM-T530NU
Memory: 16GB
Color: White
Condition: Full Working, No Fault
Screen, Touch, Sound, Camera, Wifi sab kuch perfect chal raha hai.
Battery timing bhi achi hai.
Koi kharabi nahi hai.
Sirf serious buyer rabta karein.
Location: Rawalpindi
Price: 8000 - Thori kami ho jaye gi
Home delivery available nahi hai, khud aa kar check kar ke le jayein.