Description
mari shop ti downloading ki
usko khtam kia to main apna pc sale kr raha hun, core i5 3rd, 10tb hard disk h usky ander data be hai agarkisi ko chahyea to, wrna formate ho jay gi. 8 gb ram lagi hai.
mera pura system hai lcd ,mouse, keyboard, cpu etc.
baki malumat ly sakty hain mughy call kr ky.
3
19
64
5
88
47
. .
thori paison ki zaroort hai.
is lia sale kr raha hun.
parts be dy sakta hun agar kisi ko chahyea hon to