Description
Mukammal Set: Is mein 1 King size bad, 1 Bara Dressing Table (sheeshay ke sath), aur 2 Side Tables shamil hain.
Design aur Rang: Khoobsurat white color ke sath golden carving aur design bana hua hai jo isay bohot royal aur stylish look deta hai.