Description
Mazboot lakri ka khoobsurat 2 Seater Sofa farokht ke liye mojood hai.
Sofa bilkul theek hai, kahin se bhi toota hua nahi hai. Sirf istemal ki wajah se rang thora sa kharab hua hai.
Red colour ki comfortable cushions lagi hui hain.
Ghar ke liye bohat acha sofa hai.
Qeemat: 16,000 Rupay (Thori bohat bargaining ho sakti hai).
Sirf serious khareedaar rabta karein.