Description
Grill Hut ko trained helper ki zarurat hai jo Pizza toppings, dough bananay aur Zinger ki breading ka tajurba rakhta ho.
Agar aap is kaam ka tajurba rakhte hain aur Multan mein job ki talash mein hain, to humse rabta karein.
Mehnati aur zimmedar afrad ko tarjeeh di jaye gi.