Description
RARE - Full Size JASMA HKS Exhaust For Sale
Ye wala model ab band ho gaya hai, ab market me chota wala aata hai. Ye bara full size wala hai.
Detail:
- CD 70 pe laga hua tha, bend pipe ke sath complete hai
- Ready fit hai, koi kaam nahi karwana pare ga
- Sound heavy bass wala hai, video me sun len
- Koi leakage nahi hai, condition saaf hai
- Car silencer shop pe khali dholki 6000 ki hai, bend pipe ke baghair
Location: Rawalpindi
Final: 8000
Time pass wale msg na karen, lene wala hi rabta kare.
Call / WhatsApp pe rabta karen.