Description
Ye aik bohot hi behtareen quality ka IRC 4.00-10 MB510 tyre hai. Agar aap ise electric scooter mein lagana chahte hain aur aapke scooter mein 10-inch rim ke sath 4.00-inch chauda tyre aane ki jagah hai, toh ye grip aur life ke hisaab se bohot zabardast rahega!