Description
Assalam-o-Alaikum,
Main apni bohot hi active aur healthy ducks ka pair sell kar raha hoon. Dono ducks bilkul saaf-suthri aur bemaron se pak hain. Ghar ki pali hui hain aur feed aur ghaar ka khana shauq se khati hain.
• Condition: 100% Healthy and Active
• Age: [ 7 Months
Desi Duck]
• Price: 4800
Location: Keamari, Karachi, Pakistan
Sirf serious buyers hi rabta karein. Chat par message karein ya diye gaye number par call/WhatsApp karein. Shukriya!