Description
Driver Required (Alto)
Humein Alto gaari ke liye zarooratmand aur zimmedar driver ki zaroorat hai.
Location: Soan Garden
Timing: Subah 6:00 baje se Shaam 6:00 baje tak
Sharait (Requirements):
Valid Driving License lazmi hai
Driving experience zaroori hai
Driver ki apni rihaish Soan Garden ya qareebi area mein honi chahiye
Company ki taraf se rihaish provide nahi ki jaayegi
Salary: Interview ke baad decide ki jaayegi
Note:
Sirf serious aur zarooratmand afraad hi rabta karein.
Time pass karne walon ko entertain nahi kiya jaayega.
Interested log OLX ke through contact karein.