Description
Ma driver AUR helper ho ghr ka Sara km kar lata ho suda Lana bazr sa wagara ghr ki dakh bhal ka Liya aur ghr ka Sara km bi kar lata ho mujha bhot zayada zarorat ha kam ki job Kisi bi City ma ho please koi company Wala rabta na kare Jo paid ha ma Fess afford nhi kar Sakta number is liya hide Kiya ha log job mangta ha ma khud wanted ho Sahi sa msg read kiya kare please salary 40 ya 45