Description
Dining table hai sath 8 chairs Hain bohat achi bni hui hai aur ihtiyat se istimaal ki Gai hai bahir se agr bnwayen taqreeban 1 lakh tak ki pregi iske sath wese 6 chairs Hain Lekin hmare pas azafi 2 chairs b Hain Jo ke total 8 chairs bnti Hain ye ap ko munasib de rahen Hain hum ghr shift kr rahen Hain jis waja se sale kr rahen hain