Description
3 Bags for Sale - Alag Alag Bhi Mil Sakte Hain
1. Princess School Bag
Condition: Used - Lekin saaf aur theek hai
School / Tution ke liye best hai, zip aur straps sab ok hain
Price: Rs. 1000
2. Red Berlitz Bag
Condition: Used - Koi kharabi nahi hai
Tuition / Books / Extra samaan ke liye best hai, shoulder strap ke saath hai
Price: Rs. 800
3. Purple Flower Bag
Condition: Unused - Bilkul new jaisa hai
Tuition / Shopping / Multi-purpose use kar sakte hain
Price: Rs. 700
Teenon Bags:
Koi phata hua nahi, koi zip kharab nahi, koi daagh nahi. Jaisa photo me hai waisa hi milega.
Teenon ek saath lene par: Rs. 2300
Location: North Nazimabad Block H, Karachi
Pickup available.
Jis bag ki picture chahiye ho, uska naam likh kar message karein.
Serious buyers hi rabta karein, price me thori bohat gunjaish ho jayegi.
Washroom Tissue Roll Holder for Sale
Condition: Brand New - Unused
Material: Durable Plastic
Color: White / Off-White
Type: Wall Mount - Screw Fitting (2 screws se dewar par lagta hai)
Price: 600
Standard size tissue roll easily lag jata hai, roller smoothly ghoomta hai. Washroom ke liye best hai, neat aur clean look deta hai.
No defect, no damage, bilkul ok hai.
Location: North Nazimabad Block H, Karachi
Pickup available.
Serious buyers hi rabta karein, price me thori bohat gunjaish ho jayegi.
Baby Doll with Kitchen & Beauty Set for Sale
Condition: Used - Thora bohat khela gaya hai, lekin bilkul saaf aur theek hai
Koi kharabi, koi toota hua samaan nahi hai.
Price: 750
Is Set me ye sab shamil hai:
1. Baby Doll - Baal, aankhain, haath-pair sab theek hain
2. Feeder
3. Plates
4. Spoon & Fork
5. Mirror
6. Bib / Napkin
7. Hair Brush
Dono bags ke saath milega, jaisa photo me hai waisa hi milega. Bachon ke khelne ke liye complete set hai.
Location: North Nazimabad Block H, Karachi
Pickup available.
Serious buyers hi rabta karein, price me thori bohat gunjaish ho jayegi.