Description
Assalam-o-Alaikum!
Dawlance Reflection Fridge for sale hai.
Mirror Glass Door wala model hai, bilkul chamakdar aur saaf hai, koi scratch nahi hai.
Cooling bilkul perfect hai, baraf bohat achi jamata hai.
Koi fault, koi repair nahi hua, bilkul original condition me hai.
Ghar ya shop dono ke liye best hai.
Brand: Dawlance Reflection
Door: Mirror Glass Door
Price: Rs 50,000 (thori bohat kami ho jayegi)
Location: Chah Miran, Lahore
Aakar check karke le sakte hain, serious buyers hi rabta karein.
Shukriya!