Description
Dawlance Double Door Fridge for Sale
Dawlance ka fridge sale ke liye available hai. Fridge bilkul theek cooling karta hai aur working condition mein hai. Ghar ke istemal ke liye behtareen hai.
Brand: Dawlance
Type: Double Door
Colour: Golden / Beige
Cooling: 100% OK
Condition: Used
Location: Wah Cantt, Pakistan
Serious buyers hi rabta karein. Price mein munasib negotiation ho sakti hai.
Interested buyers inbox karein.