Description
Assalam o Alaikum,
Main apni Dawlance DWT 9540 Automatic Washing Machine sell kar raha hoon.
Details:
* Brand: Dawlance (EcoGlow Series)
* Capacity: 9.5 KG
* Condition: 10/10 (Bilkul unused hai, panel par plastic bhi laga hai).
* Features: Eco Wash, AquaWave Technology, Extreme Air Dryer.
Ghar mein extra rakhi thi is liye bech raha hoon. Machine mein koi fault ya scratch nahi hai.
Location: Surjani Town, Karachi.
Sirf serious khareedar rabta karein. Shukriya.