Description
Assalam-o-Alaikum!
VOXY ki Imported Mountain Cycle for sale hai, bilkul new condition mein hai.
*Specifications:*
Dono Agli-Pichli Disc Brakes - Bilkul Perfect Working
Gear System - Proper Working, Smooth Shifting
Aluminium ka Halka aur Mazboot Frame - Zang Nahi Lagta
Dono Tyre New condition ma hy
Cycle Bohat Kam Use Hui Hai - Ghar Mein Khari Rahi Hai
Cycle mein kisi kisam ka koi kaam nahi hai, bas lein aur chalayein. Bachon aur baron dono ke liye best hai, daily use ke liye perfect.
Mobile number, (View phone number) WhatsApp number
*Price: Rs. 33,000 - Final 29,000
Fazool offer walay please rabta na karein.
*Location:* Islamabad near ghoritown
Serious buyer rabta karein.