Description
3 door ki mazboot aur wazni lakri ki cupboard hai. Achhi quality ki bhari lakri se bani hui hai aur kaafi strong aur durable hai. Is mein kapray aur doosra saman rakhne ke liye kaafi spacious khanay hain, jaisa ke pictures mein nazar aa raha hai. Ghar ke liye ek mazboot aur useful cupboard hai.