Description
Islamabad main Sector I-11 main ghar k ander ek part time cook ki zaroorat ha.
Fauj se munsalik hazraat lazmi raabta kerain
Cooking bahtreen ho
sham ko aa ker khana bana k chalay jain sath safai wegaira ka khayal rakhain . .
agar munasib qeemat main kam ker sakty ha to full time bhi aa sakty ha
full time kam k liye rehaish bhi dii jay gi
Rabta kerain whatsapp per