Description
*Cook Ki Job Chahiye - Lahore*
Assalam o Alaikum!
Mera naam Kashif hai, mujhe Lahore mein kothi / ghar par Cook ki job chahiye. Main akeela kaam karta hun.
*Mujhe Aata Hai:*
- Desi Khana (Salan, Biryani, Karahi, Daal Sabzi
*Tajurba:* 5 Saal
*Rehaish:* Fazaia, Lahore
*Tankhwah:* 50,000 - 55,000 + Rehaish + Khana
*Timing:* Full Time / Live-in
Jo bhi kothi par Cook rakhna chahta hai, rabta karein.
*Naam:* Kashif
*WhatsApp:* (View phone number)