Description
leather condition 10/10 hai belkul new jesi mgr Jo wood walay pieces hai wo thori rough condition main hai Jo k picture main nazer b aa raha ho ga kyn k ghr walay JB safi kartay thay to shower k Sath kartay thay jis waja sey Thora polish khrab ho gai hai baqi sofa condition 10/10 hai leather bhi aur form bhi bilkul new jaisa hai