Description
Homemade 6 Inch Speaker For Sale - Ghar Par Tayyar Kiya Hua .
6 Inch Speaker - Full Awaz, Achi Bass
AC Current (220V) Par Chalta Hai - Direct Bijli Pe Lagao
AUX Cable Sath Hai - Mobile / LED / Computer Sab Se Chalega
Mazboot Wooden Box - Ghar Par Handmade Tayyar Kiya Hai
Ghar, Dukan, Baithak Ke Liye Best Hai
Ye company ka nahi, ghar ka bana hua hai, is liye awaz aur mazbooti dono me acha hai.
Condition: Bilkul New Jaisa - 100% Working Hai, Check Kar Ke Le Jao.
Location: jhal chakiyan Sargodha
Serious buyer hi rabta karein. Shukriya!