Description
Assalam o Alaikum!
2017 Model Chingchi Rickshaw for sale, bilkul ready condition me hai.
Engine 100% ok hai, koi kaam nahi mangta, lo aur chalao.
Body neat and clean hai, tyre bhi achi condition me hain.
Documents complete hain, koi challan ya masla nahi.
Daily kamane wala rickshaw hai, roz ka acha kaam karta hai.
Sirf serious log rabta karein, fazool log time zaya na karein.
Price me thori bohat kami ho jaye gi.
Pehle aao, pehle pao!